(Bukhari, Sahih Muslim Shareef) Qurbani Karne Ka Sunnat Tariqa Nabi-e-Kareem SallALLAHU ‘Alayhe Wasallam Ka Tareeqa Qurbani Ka Amli Tariqa
Qurbani ke liye kamzor, beemar, langda, maazoor,kaana,bhenga,kaan kata, aur seengh toota kisi bhi tarah ka aebdar janwar nahi hona chahiye.Ību Dawood, Tirmidhi, Ibn-e-Majah Qurbani Ki Chand Sharait Ek riwayat mein do daant wale janwar ka bhi zikr hai. Khassi (Castrated) kiya hua janwar zyadah behtar mana jata hai.
Hadrat Abu Hurairah ki hadees pak hai jo admi qurbani karne ki taqat rakhta ho aur fir bhi na kare, paighambar-e-azam SallALLAHU ‘Alayhe Wasallam farmate hai wo hamari idgah mein dakhil na ho.Įk dusri hadees ke alfaz ka tarjuma is tarah hai- Nabi-e-Akram SallALLAHU ‘Alayhe Wasallam Madina Shareef mein das (10) saal muqeem rahe aur har sal qurbani farmate rahe. The Holy Qur’an Chapter #108 Al-Kausar Verse #2 Surah #108 Al-Kausar Ayat #2 mein iski tafseel majud hai (neeche dekhiye) Isi tarah qurbani ka ye silsila Nabi-e-Kareem SallALLAHU ‘Alayhe Wasallam ki maujoodgi mein bhi Qur’an-e-Pak ke hukm ke mutabiq hua. Fir jannat mein bheja gaya dumba Hadrat Ismail ki jagah zibah ho gaya. Ye silsila chalta raha, yaha tak ke Hadrat Ibraheem KhalilulLLAH ne apne bete Hadrat Ismail ki qurbani ALLAH Jalla Jalaaluhu ki rah mein pesh ki. Sabse awwal Hadrat Adam Alayhis Salam ke do beton ne ALLAH Subhanahu Wata ‘Ala ki bargah mein qurbani pesh ki. Qur’an-e-Hakeem ki ayat Surat-ul-Hajj ke mutabiq qurbani har ummat yani qaum par muqarrar ki gayi, jabki qurbani ke tareeqe alag-alag rahe hai. Ab ye lafz un janwaro ke liye bola jata hai jo Eid-ul_adha ke roz ALLAH Subhanahu Wata ‘Ala ke liye zibah kiye jate hai.
Akhir me yay nisbati laga dene se lafz-e-qurbani ban gaya. What is Eid ul Adha? Hajj Qurbani Farz Celebration To slaughter an animal is Sunnah Mu’akadah to celebrate the incident of Hazrat Ibrahim Alayhis Salam when He was about to sacrifice his one and only son just to obey the command of ALLAH Jalla Jalaaluhoo. SallALLAHU ‘Alayhe Wasallam The Concept of Eid ul Adha? A Celebration of Sacrifice and Hajj
With The Name of ALLAH, The Gracious and The Merciful In The Way of ALLAH Subhanahu Wata ‘Ala, whatever and however we do, will always remain spoonful! by Al ‘Imran